Saturday, September 15, 2012

Salaam padhnaa jayaz hai

Aauzo Billaahi Minash Shaitaan Nir Rajim
Bismillaah Hir Rehman Nir Rahim


ALLAAHUMMA SWALLIALAA SAYYIDINA WAMAULANA MUHAMMADINWA WALA

AALI SAYYIDINA WAMAULANA MUHAMMADINWA BARIK WASALLIM


Jab aadmi namaaz padta hai to SIRF AUR SIRF ALLAH K liye..

Namaaz k dauran agr koi aajaaye aur aapko salaam kare to aap usko jwab nai

desakte kyoki namaaz me kisi gair ka sharik nai hai..

DUNYA ka bade se bada Maulana, Maulvi..Mufti aajaaye magr aap usko SALAAM


nai karsakte..

Yahaan tak ki agar aapke PEER Sahab bhi aajaayein to bhi aap Naa to salaam

karsakte ho na Salaam ka jwab desakte ho...

Kyonki namaaz sirf allah k liye hai..kisi GAIR ka shareek nai hai usme....

ISKA matlab yeh hai k namaaz sirf aur sirf ALLAH k liye hai..Aur Isme KISI GAIR

ALLAH ka sharik nai hai...



aap jab nmaaz padte hain..qayaam karte hain..sujood karte hain...sab karte hain...

Magr aapki namaaz tab tak puri nai hoti Jab tak aap AAQA par salaam na bhej

dein..

Assslato wasslamo alika ya Rasool ALLAH....Asslato wasslamo alika YARASOOL

ALLAH..

Namaaz me Rasool Allah sal-lal-lahu alai hi wa sallam ko shaamil karke ALLAH ne

dunya ko yeh bata diya k

Allah ka mehboob Allah se juda nai hai..Gair nai hai...

Aur namaaz muqammal tabhi hogi jab tum uske Mehboob par salaam bhejo....

ATTAHIYATU LILLAAHI WASSALWATU WATTAIYYIBAATU ASSALAAMU ALAIKA

AUUHANNABIUU WARAHMATULLAAHI WABARAKAATUH ASSALAAMU ALAINAA

WALAA IBADILLAAHISWAALIHEEN ASH-HADUALLAA ILAAHA ILLALLAAHU

WASH-HADUANNA MUHAMMADAN ABDUHU WARASULUH

translation

SAARI IBADATE OR NAMAAZE OR PAKIZGIYA ALLAAH K LIYE , SALAAM HO

TUM PER AY NABI SWALLAAHU ALAIHI WASALLAM
OR RAHMATE ALLAAH KI

OR IS KI BARKATE, SALAAM HAM PER OR ALLAAH K NEEK BANDO PER MAI

GAWAHI DETAA HU K SIWAY ALLAAH K KOI MABUD NAHI OR MAI GAWAAHI DETA

HU K MUHAMMAD SWALLAAHU ALAIHI WASALLAM US KE BANDE OR RASUL

HAI

No comments:

Post a Comment